Hum Gaaye Hossana (Lyrics Video) || Yeshua Band || Hindi Christian Worship Song



Lyrics :

Yeshu Masih
Tere Jaisa Hai Koi Nahi
Tere Charano Me Jhuke Aasman
Aur Mahima Gaaye Zameen

Yeshu Masih
Tere Jaisa Hai Koi Nahi
Tere Charano Me Jhuke Aasman
Aur Mahima Gaaye Zameen

Hum Gaaye Ho-ssana
Tu Rajaon Ka Hai Raja
Teri Mahima Howe Sada
Tu Hai Prabhu, Hamara Khuda

Hum Gaaye Ho-ssana
Tu Rajaon Ka Hai Raja
Teri Mahima Howe Sada
Tu Hai Prabhu, Hamara Khuda

~♪♫♬~♪♫♬~♪♫♬~♪♫♬~

Pyare Pita
Tune Humse Kitna Pyar Kiya
Humein Paapon Se Chudane Ko
Apne Bete Ko Kurbaan Kiya

Pyare Pita
Tune Humse Kitna Pyar Kiya
Humein Paapon Se Chudane Ko
Apne Bete Ko Kurbaan Kiya

Hum Gaaye Ho-ssana
Tu Rajaon Ka Hai Raja
Teri Mahima Howe Sada
Tu Hai Prabhu, Hamara Khuda

Hum Gaaye Ho-ssana
Tu Rajaon Ka Hai Raja
Teri Mahima Howe Sada
Tu Hai Prabhu, Hamara Khuda

~♪♫♬~♪♫♬~♪♫♬~♪♫♬~

Hum Gaaye Ho-ssana
Tu Rajaon Ka Hai Raja
Teri Mahima Howe Sada
Tu Hai Prabhu, Hamara Khuda

Hum Gaaye Ho-ssana
Tu Rajaon Ka Hai Raja
Teri Mahima Howe Sada
Tu Hai Prabhu, Hamara Khuda

Video Editing : @thi_yo_

source

1 Comment

Comments are closed.

© 2024 Lyrics MB - WordPress Theme by WPEnjoy