Le Jaaye Jaane Kahaan Hawayein Lyrics With Full Song Arijit Singh | Hawayein Lyrics
………………………………………………
Song Credits :
Song : Hawayein
Singer: Arijit Singh
Music : Pritam
Lyrics : Irshad Kamil
Label : Sony Music India
……………………………………………….
#arijitsinghsongs #lejayejaanekahaanhawayein #hawayeinlyrics
……………………………………………….
LYRICS
Tujhko… main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin
Hai mera yaqeen
Main jo… tera naa huaa
Kisi ka nahin…
Kisi ka nahin..
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein…
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein…
Begaani hai yeh baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Na tujhko pataa…
O…
Banaati hai jo tu…
Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri…
Subah bhi dhalein
Shamein dhalein
Mausam dhalein
Khayalon ka shehar…
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein…
Wohi hai aate jaate jo tera naam le
Deti hain jo sadayein
Hawayein, hawayein
Na jaane kya batayein
Hawayein, hawayein
Le jaaye tujhe kahaan
hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Naa tujhko pataa…
O…
Chehra.. kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Ye kya raaz hai?
Kal bhi.. meri na thi tu
Naa hogi tu Kal
Meri aaj hai 🙂
Teri hai meri, saari wafayein wafayein
Maangi hai tere liye duaayein duaayein
Le jaaye tujhe kahaan.. hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan.. hawayein, hawayein
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein) (x2)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein) (x2)
O…
Read more:
Hope You Like This Video . If You Like The Video Please Press Like Button & Share The Video With your Friends & Family. Dont Forget To Subscribe For More Videos!
🔔 Turn on notifications so you don’t miss a new video! 🔔
Connect With Me On:-
Tags:- arijit singh songs,
hawayein lyrics,
hawayein,
hawayein song,
hawayein arijit singh,
hawayein arijit singh lyrics,
le jaaye jaane kahaan hawayein,
le jaaye jaane kahaan hawayein song,
le jaaye jaane kahaan hawayein full song,
le jaaye jaane kahaan hawayein full song with lyrics,
le jaaye jaane kahaan hawayein arijit singh,
le jaaye jaane kahaan hawayein full song,
le jaaye jaane kahaan hawayein full lyrical song
If you have any problem with my work or if their is any copyright issue. You can mail me here () if you want our work to be removed.
Thank You
source