Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Hum Female Sad (LYRICS) – Alka Yagnik | Himesh Reshammiya, Sameer



Song: Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Hum
Singer: Alka Yagnik
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer
Movie: Kyon Ki…It’S Fate
Cadt: Salman Khan, Kareena Kapoor
Label: T-Series

VIDEO EDITED BY: ARINDAM SARKAR (PDX)

***************************************************************

#KyonKiItnaPyarTumko #AlkaYagnik #AzHindiLyrics #Sameer #HimeshReshammiya #KyonKiItnaPyarTumkoLyrics #KyonKiItsFate #SalmanKhan #KareenaKapoor #KyonKiItnaPyarTumkoKarteHainHum

***************************************************************

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham Lyrics:

Kyon ki itna pyar tumko
karte hain hum
Kyon ki itna pyar tumko
karte hain hum
kiya jaan loge hamare sanam

Kyon ki itna pyar tumko
karte hain hum
hamare dil ki tum
thodi si kadar karlo
hum tum pe marte hain
thodi si fikar karlo
fikar karlo…
Kyon ki itna pyar tumko
karte hain hum

Tune oh jana deewana kiya hai
deewana kiya is kadar
deewana kiya is kadar…
chahat mein teri bhulaya jahan ko
na dil ko kisi ki khabar
na dil ko kisi ki khabar…
Rago mein mohabbat ka
ehsaas zara bharlo
Hum tum pe marte hain
thodi si fikar karlo
Fikar karlo…
Kyon ki itna pyar tumko
karte hain hum

Tumse hain sanse tumhi se hai dhadkan
tumhi se hai deewangi
tumhi se hai deewangi…
Rab ne hume di hai jaane tamanna
tumhare liye zindagi
tumhare liye zindagi…
Vaada sang jine ka
tum jaane jigar karlo
Hum tum pe marte hain
thodi si fikar karlo
Fikar karlo…

Kyon ki itna pyar tumko,

karte hain hum
Kiya jaan loge
kiya jaan loge
kiya jaan loge
hamare sanam..

source

Comments

comments

© 2023 Lyrics MB - WordPress Theme by WPEnjoy