EMIWAY – Samajh Mein Aaya Kya LYRICS / Lyric Video



emiway samaj mein aaya kya lyrics samajh ? new song 2018

I do not own anything. All credits goes to Emiway Bantai. No Copyright Intented.

Checkout this Channel if you want to learn Music Production :

Official Music Video :
Subscribe to Emiway Bantai :

Song : Samajh Mein Aaya Kya?
Artist : Emiway
Lyrics : Emiway
Music : Flamboy

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

source

28 Comments

  1. Emiway main tere sath huu chinta nahi leneka kick out karenge raftaar ko mera rap sunakar main 14 saal ka hu mera rap sunkar apne aap he ow kick out ho jayeaga

  2. Rappers paisa kamaa paa
    rahe hai? Be honest with me
    Emiway jo hai, vo apni
    taraf se sab laga hua hai
    Kar raha hai. But he's not
    earning right now. Vo jab
    Bohot saraa apnaa khada kar
    lega, ek empire ho yega
    To usko shows ke milenge.

    [Verse 1]
    Raah! (kamata kya hai)
    Raftaar kaa interview
    dekha mai usme usne
    Bola Emiway kamaya kya?
    Mere video pe jo bhi paisa maine lagaya
    Vo saara paisa Bantai tune lagaya kya?
    Maine kamaya kya?
    Maine gawaaya kya?
    Maangne ko paisa mai ghar tere aaya kya?
    Haa mai aaya tha
    Taufa saath laya tha
    Bhai maanta tha aur tune bataya kya?
    Emiway kamaya kya?
    Maine jantaa kamaya chote

    समझ में आया क्या?
    समझ में आया क्या?
    समझ में आया क्या?

    [Verse 2]

    Vivian Divine ne bhi bola tha party mein
    Emiway paisa kamaya kya ?
    Ek sau ek (101) takka tu khud ko
    Bada bole Hahahaa
    Mazaak hai kya?
    Label se aane ke baad tera kaam bana
    Lekin mera naam Aur Bantai se bana kya
    Biggest hai toh tere saamne hi bohot
    Saare votes ke saath
    People's choice award uthaya tha
    Sign hona bura nahi
    Lekin mere hote hue
    Khudko bada bolna nahi
    Bolneka hai to phir asli independent
    Ban ke dikhane ka
    Sona chadaa ne ka
    Gehna lagaa ne ka
    Har mahina mere jaisa
    Bantai video banane ka
    Kulfi rapper o ko kulfa karane ka
    समझ में आया क्या?

    [Verse 3]
    "Kya bolne ka Bantai, aur vo kulfi
    Rapper ka naam kya hai?"
    "Mc Stan."
    "Ha, Mc Stan."

    Sun, mumda mumda
    Chappal ka chamda
    Taango ko todunga, karenga bhangra
    Murghi kaa tangda, Mumma
    Mumma kaa jaa dudh pee
    Ek kaam kar
    Aake mera mut pee!
    Bus naake pe, Rail faate pe
    Aur Mc Stan tu mere jhaate pe
    Tere jaise jitne log soch rakhte hai
    Unlog ko latkaaunga taraazu ke kaate pe
    समझ में आया क्या?
    आया क्या?
    Alien ke shakal ke

    Aailaa Jadoo

    Abe mere maa-baap nahi bolte
    Paisa de gharpe
    Tu kaykaa tension lera tere sar pe
    22 saal ki umar mein dekh kahaa pe hu
    Tu jahaan pe hai, usse bhi wahaan pe hu
    Aake dekh jaraa kaise mai jeeta hu
    Bina shows kiye mehengi
    cheezen khata peeta hu
    Jeeta hu, Dikhawa nai karta
    Chup rehta hu, mai daawaa nai karta
    Toh faayda utha reli public
    Bantai ki public, bole to takleef
    Takleef to honi hai
    Bantai hatela hai
    Jo bhi yedechaale kartaa
    Khule aam pela hai
    Khela hai khel maine khud ke tarike se
    Sab ke flow ek hi tarike ke
    Sab ko pataa hai kon khud ke balboote pe
    Nange pair nikla lekin aaj joote pe
    Jo bhi karta hu, Dil se karta hu
    Sab kuch mere khud ke kamaayi kaa
    Gaadi le sakta hu, phir
    bhi mai scooty pe kyu
    Kyunki Alag Wajab tere bhai kaa
    Mujhse koi niche nai
    Mujhse koi upar nai
    Mumbai ki boli mai, rap karna tujhse nai
    Mujhse or Naezy se sikhle
    Phir jaake ke likhele
    Tab jaake dikhele
    समझ में आया क्या?
    समझ में आया क्या?
    समझ में आया क्या?
    समझ में आया क्या?

    [Verse 4]
    Ye log ne paisa kamaa liya
    Sab kuch banaa liya
    Chaar paanch saal ke
    liye milengi taaliya
    Uske baad gaayab ho jaate bichaare
    Inhe artist na bolo,
    inhe bolo Vijay Mallya
    Huh
    समझ में आया क्या?

    Ye paise ke piche ha pagal hai
    Isliye mujh jaisa na
    khada kar paayenge empire
    Mera hi stadium, mera hi match
    Aur mera hi rules
    Aur mai khud hi umpire
    "Bat laa, Ball daal"

    [Outro]
    Ye diss gaanaa nahi
    Jiss Jiss ko lag rahaa
    hai ye diss gaanaa hai
    Ye diss gaanaa nahi,
    ye sacchaai gaanaa hai
    Sacchaai bolele hai apun
    Bohot din shaant the, lekin
    abhi shaant nahi rahunga
    Mai independent artist hu,
    aur koi hai kya yahaa pe?
    Hai to bataao, karke dikhaao

    Hahahaha
    Malum hai naa?
    Peace

Comments are closed.

© 2025 Lyrics MB - WordPress Theme by WPEnjoy