Swachh Bharat Ka Irada Song With Lyrics | Prasoon Joshi | Kailash Kher | "Swachhata Hi Seva"



Swachh Bharat Abhiyan- Swachh Bharat ka Irada Kar Liya Hum Ne
Lyrics:
Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne ye vada,
ye vada kar liya humne.
Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne ye vada,
Ye vada kar liya humne.

Swachh Bharat Ka Irada kar liya humne,
Desh se ye vada kar liya humne.

Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne vada,
Ye vada kar liya humne.

Humse niklegi swachhta ki ek nadi,
chal-chal-chal, kal-kal-kal,
Ek dhuli si jindagi.
Swachhta ki jyot lekar ghar-ghar jayenge,
saaf suthri Roshini mein sab nahayenge.

Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne vada,
Ye vada kar liya humne.

Har gali ab unnati ki raah jayegi, (Jayegi..)
Dhoop asha ki aangan aangan gayegi, (Gayegi..)

swapna Gandhi Ji ka, ab sakar karna hai,
Swachhta ka desh mein ab tyohaar karna hai.

Khud se hi karni hogi shuruaat,
banaye Swachh Bharat saath-saath.
Ek pavitra si hawa bahegi,
Ujjwal-Ujjwal ho Bharat.
Kona-kona nirmal hoga,
Vishwa kahega jay Bharat.
About : “Swachh Bharat ka Irada Kar liya hum ne” composed by Shri Prasoon Joshi. and Sung by Kailash Kher.

source

41 Comments

Comments are closed.

© 2024 Lyrics MB - WordPress Theme by WPEnjoy