Hone Laga Tumse Pyaar (Lyrics) | Abhi Dutt | Siddharth Nigam | Avneet Kaur | NagarLyrics



Hone Laga Tumse Pyaar sung by Abhi Dutt, featuring Siddharth Nigam, Avneet Kaur and Ashmit Patel while the music is given by Vikram Montrose and Hone Laga Tumse Pyar Lyrics are penned by Shekhar Astitwa. Directed by Nitin Fcp, Nadeem Akhtar and Lyrics video and full song is presented by NagarLyrics.

#HoneLagaTumsePyaar #SiddharthNigam #AbhiDutt #AvneetKaur #AshmitPatel #Sidneet #Sidavi #sidneetians #LoveSongs2021

Song Credits :-
Song Name :- Hone Laga Tumse Pyaar
Song Composed By :- Vikram Montrose
Singer :- Abhi Dutt
Lyrics :- Shekhar Astitwa
Cast :- Siddharth Nigam, Avneet Kaur, Ashmit Patel
Label :- Blive Music

Hone Laga Tumse Pyaar Song Lyrics :-

Naam Hai Labo Pe Tera
Dil Mein Teri Yaad Hai
Kuch Na Tujhse Pehle
Yaara Kuch Na Tere Baad Hai

Kuch Khabar Nahi Mujhe
Kaise Kya Hua
Masoomiyat Ne Teri Yu
Is Rooh Ko Chua

Hone Laga Tumse Pyaar
Mera Dil Hai Bekarar
Ishq Ki Hadon Se Paar Hone Laga

Hone Laga Beshumar
Jane Kyu Tujhi Pe Yaar
Khud Se Jyada Aitbaar Hone Laga

Hone Laga Tumse Pyar
Mera Dil Hai Bekarar
Ishq Ki Hadon Se Paar Hone Laga

Hone Laga Beshumar
Jane Kyun Tujhi Pe Yaar
Khud Se Jyada Aitbaar Hone Laga

Pyar Lage Hai Khuda
Aur Yaar Ki Yaadein
Lagti Ibadat Ki Tarah

Raahon Mein Mile Jab
Humsafar Naya Koi
Zindagi Lage Hai
Jannat Ki Tarah

Aaj Tera Aksh Lekar
Ishq Jaise Aa Gaya

Aaj Tera Aksh Lekar
Ishq Jaise Aa Gaya
Tujhse Milke Jism Jaise
Rooh Apni Paa Gaya

Chal Rahi Thi Saansein Jaise
Tere Intzaar Mein
Yu Lage Hai Sadiyon Se Main
Gum Hoon Tere Pyar Mein

Har Ik Lafaz Yu Lagge
Jaise Ho Dua
Teri Sadgi Bhari
Nazaron Ne Chua

Hone Laga Tumse Pyaar
Mera Dil Hai Bekarar
Ishq Ki Hadon Se Paar Hone Laga

Hone Laga Beshumar
Jane Kyun Tujhi Pe Yaar
Khud Se Jyada Aitbaar Hone Laga

Pyar Lage Hai Khuda
Aur Yaar Ki Yaadein
Lagti Ibadat Ki Tarah

Raahon Mein Mile Jab
Humsafar Naya Koi
Zindagi Lage Hai
Jannat Ki Tarah

Hone Laga Tumse Pyaar
Mera Dil Bekarar

source

25 Comments

Comments are closed.

© 2024 Lyrics MB - WordPress Theme by WPEnjoy