Dino James – Wishlist | Official Lyric Video ft. Kaprila



Watch the official lyric video of this beautiful song by Dino James, Wishlist. Its all about our wishes and prayers which Universe listens to, May all your wishes come true.
#dinojames #wishlist #rapsong

Artist : Dino James Feat. Kaprila
Compose & Lyrics : Dino James
Music : Bluish Music ( Nilesh Patel)
Mix & Master : Abhishek Ghatak
Recording Engineer : Sanjay
Vocal Dubbing Studio : At Rae N Raga Studio
Producer : Jimmy Enterprises
Shot By : Himanshu Agarwal
Editor : Himanshu Tyagi

Lyric Video by
Kunjan Doshi

Lyrics:
Kabhi na kabhi badlega mausam,
Aur mujhpe bhi hogi khushiyon ki baarish
Ab shifarish nahi hoti meri aisi hi kharij
Bina koi chik-chik, ghit-ghit,
khit-khit mil jaye mujhe mere saare gifts
Aur puri ho jaye jhat se meri yeh Wishlist
Meri yeh…hai… wish.

Har choti choti cheezo se mara hai maine maan
Socha kabhi toh milega mere kaamo ka return
Abhi leke apni list/ unhe karunga main tang
Sabhi ka toh ho raha hai/ mera bhi lage turn

Mummy papa ko bulana hai jaldi se mere saath
Mount Mary ke aas paas ek chota sa penthouse
Taki naste se pehle hi woh kar le pooja path
Mujhe abhi jake bapuji ne kaha hai shabash

Saare kaagaz unke naam, har cheez ka le hisaab
Roz subah unke purse mein karu apne haath saaf
Diya hain par pehente hi nahi sone ki watch
Laga laga ke main daat health ki karvata hu jaach

Mujhe award lete dekh kushi se bhar jaye unki aankh
Mere naam se hi hain budha budhi ki pehchan
Unhe saari saari balao se karu main protect
Ab no insurance/ cause ab hain Dino unlimited

Am lucky mujhe jeene ka mila hain ek maksad
Mummy khush hain/ papa kam hote ab upset
Hasi khushi se bhara hain ghar mera latpath
Finally message pahucha Rab tak

Kabhi na kabhi badlega mausam aur mujhpe bhi hogi khushiyon ki baarish
Ab sifarish nahi hoti meri aise hi kharij
Bina koi koi chick-chick, ghit-ghit, khit khit Mil Jaye mujhe mere saare gifts
Aur puri ho jaye jhat se meri yeh wish list
Meri yeh…hai… wish.

Kuch dosto ke dhande mujhe karwane hain set
Bada karna hain dad ka JIMMY ENTERPRISES
Ab no waiting list ka jhanjat aur na tatkaal-e-ticket
flight mein bhav karke khati hain maa ab bhi biscuits

Na zyada bade sapne ,na zyada bade shauk
Bas choti choti khwaishein, aur chote chote khwab
Mummy ki shakal mujhe karni hain record
Jab girte padte wapas se aayega hancock

Muthi mein dabake rakha hain maine palak ko
Aasmaa main jaate dekha / toote bulb ko
Mangu kaise acha nahi hain mera talaffuz
Jaanu tum jante garaj ko

Haathon mein kuch nahi hain phir bhi
maane na dil yeh ziddi
Teri banavat hoon main kya karu

Roz ladta hoon kaise you should see
Feeling hai yeh good good si
Jaanu tu dekhe hain saare aasu

I just hope ke hum sabki wishes puri ho jaye yaar

Kabhi na kabhi badlega mausam aur mujhpe bhi hogi kushiyoo ke barish
Ab sifarish nahi hoti meri aise he kharij
Bina koi koi chick chick ghit ghit khit khit Mil Jaye mujhe mere saare gifts
Aur puri ho jaye jhat se meri yeh wish list
Meri yeh…hai… wish.

Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. (C) 2022 Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.
Subscribe: Vevo – 
Like us
Facebook:
Follow us:
Twitter:
G+:

source

13 Comments

  1. The good thing we did the day before is what brings us happiness in the morning."

    एक दिन पहले हमने जो अच्छा काम किया, वही हमें सुबह खुशी देता है।"

  2. A humble Thanks for this…song…..
    Yaar kya kahu word nahi hai….realistic lyrics….superb…
    Shayad har koi yehi chahta hai….
    God bless you…..
    Dil se yaar no word for lyrics…..
    Thanks again ND again

Comments are closed.

© 2024 Lyrics MB - WordPress Theme by WPEnjoy